SEO kya hai? Search engine Optimization | SEO ka pura gyan in Hinglish

 

GOOGLE APKO TAB PROMOTE KREGA , JAB APKI AUDIENCE APKE CONTENT KO PASAND KAREGI.

 

Is SEO Guide Me, Bahot Jyada Detail me jane se Pahale.

 

Kya Aap Jante Hai, Kitni Sari Websites puri duniya me chalai jaa rahi hai?

 

1,883 ,637,867 Se jyada Online Aur Ye Number Lagatar Badhata Jaa Raha hai.

 

WordPress Me 409 MIllion Se Jyada Log Hai.Aur Aapko Bata Du 23.6 billions pages har mahine log dekhtehai!

Kya Aap Soch Skte ho?

Har Mahine Bloggers 69.5 Million nayi post Banante hai? Jo ki Pagal Kar dene wala hai.

 

Aisa Mana jaa raha hai ki 2019 ke akhir tak ,Puri duniya me internet ka traffic ek sal ka2 zettabytes ya 2 billion-billion bytes ho jayega.

 

Agr hame chahiye ki humari targeted audience hamse connected rahe to,blog/website hi wo rasta hai jisse hm unse connect rah paye.

 

Apane website/blog ko rank karwane ke liye SEO hi sbse achha tarika hai,Lekin SEO ka matlb kya hai?

 

“SEO ek tarika hai Google search enginess me apne content ko sbse upar rank karwane ka, 2019 me ranking aasan nahi uske liye chahiye branding,content aur UI/UX me jyada focus.”-Sahil Khanna-Founder of Lapaas.”

 

SEO Me Agar naye hai to ye samajh lo, apko internet me zinda rahne ke liye SEO oxygen ki tarh hai.Aur ye puri tarh Free hai.

 

SEO ,Consumer-focused content marketing ki tarh hai, i.e agar ye McDonald’s ka burger tab SEO tomato Ketchup hai.

 

Bade se bade brand se leke, personal websites tk ke liye ,jyada se jyada traffic aur cutomers tk apni pahuch banane ke liye,Search Engine Optimization (SEO) important tool hota hai.

 

Ab ye sawal ata hai ki, optimize karne ke liye hme kya jarurt hai? Wo ho sakta hai apka content, design aur links.

 

Wikipedia ke hisab se,Search Engine Optimization (SEO) ek aisi effective process hai jo ki hmari website ko search engine me presence ko btati hai.

SEO ek aisi process hai jisme hm apne online content ko optimize karte hai,

 

Jisse ki google hme hmari field me best samjhata hai aur hmare contetnt ko sbse uper

 

Show karta hai.

 

SEO apke sandwich me dali jane wali mayonnaise ki Tarah hai jo ki khane ke taste ko badha deta hai

 

Waise hi Jab koi kisi particular keyword ke liye search karta hai to SEO better conntent ko sbse uper dikhata hai.

 

SEO ke bare me bat karte time google aur searcher ke bich me ek connection hota hai.

 

Agr apka khud ka koi brand hai jo ki shoes bechata hai aur ap chahte hai ki google apki website ko show kare jb bhi koi search kare Red buckle shoes.

 

(Ye mera favorite example hai).SEO wo pahli cheez hai jo ki jo ki apki website ko google me search kiye jane wali kisi specific keyword par sbse uper show karega.(for eg-red buckle shoes in delhi).

Keyword research

Keyword research usi tarh hai jaise ki,ap apni girlfriend se puchoge ki wo kaha khana pasand karegi.

 

Jo ki impossible lagta ha hna? Lekin with this guide, hm ise possible bna denge.

 

To hm keyword ke bare me kaise sochege?Kaise best Keyword ko choose karege.

 

 

 

Share on facebook
Facebook
Share on twitter
Twitter
Share on linkedin
LinkedIn
Share on whatsapp
WhatsApp
error:

REQUEST A CALL

Let's Talk